Sunday 24 April 2016

HTTPS Se Blogger Blog me Security Batter Kaise Karte Hai

friends aap jante hai custom domain user nahi hai to blogger me HTTPS ko on karke apne blog ki Security ko aur Batter kar sakte hai, HTTPS ka matlab Hyper Text Transfar Protocol Security hai isse apke blog ko hack hone ke chance bahut kam ho jate hai...



HTTPS ko use karne ka faydaa (proffit)

1- HTTPS use karne se apka blog secure ho jaata hai.
2- apka data koi badal nahi sakta hai.
3- haamre aalwa kisi aur ko haaamri site ki info nikaalna muskil ho jata hai..
4- HTTPS se personal information publice nahi jaaan pati hai....

HTTPS ko Blogger ki Security batter karne ke liye kaise on kare

go to Blogger>> Settings me jaaaye. yaha per apko HTTPS availability ka option dikhai dega.

HTTPS kaise enable kare blogger blog me
ab apko https availability ko yes kar dena hai, ab apka blog puri tarah se secure ho chuka hai..
also read- Robots.txt kaise jodte hai blogger me
also read- Meta-Tags ko blog me kaise jode
also read- post ko 2min me google me kaise late hai
apko ye choti si post HTTPS Se Blogger Blog Ki Security kaise batter kare kaisi lagi comment ke jariye jaarur bataye, post pasand ayi to share kare...

No comments:

Post a Comment