Monday 21 March 2016

post ko google search me 2min me kaise laye

Hello friends aj ham post ko google search 2min me kaise laate hai iski topic par baat karrge..... Waise to aap sab jante hoge normally google kisi post ko index karne ke liye
1 din ka time lagata wo bhi site ki rank achi ho tab nahi to 2-5 din bhi lag sakte hai. Yadi hamko koi post urgent Google search me Lana ho tab ham kya kar sakte hai. Caliye jante hai.!!

Post ko Google search me jaldi kaise laye....

Stape.1.-Sabse pahle apko post ka On page seo complete rakhe. Kam se kam 500 keyworld ka post likhe. Per post ko publish karne se pahle uska 
Title, URL, search description, H1 H2 heading per dhyan de taki apki post pahle search ane layak to ban jaye fir publish karde.

Post ko Google search me Lane ke liye ab ap
Ready hai now go to- Google webmasters fir ap
Apni site ko chune iske baad.
Crawl-Fetch as Google me click kare
make-monehome.blogspot.in

Fir apko apna publish kiya url dalna hai.
Man le apki post ka title- google search me post jaldi index kaise kare
To apka url hoga- http://yourblog.blogspot.in/03/16/google-search-me-post ab apko http://yourblog.blogspot.in  isko chodkar baki url ko fetch as Google karde iske baad submit to index kare is tarah ap 500/month post ko index kar sakte hai. fir 2min baad
Google me apni site check karle...

NOTE- Ager ap roj post karte hai tab apki post index 2min me hogi nahi to 2 ghante tak ka time bhi lag sakta h.....


post kaisi lagi hame jarur bataye apne comment ke jariye. LIKE and SHARE kare..

Blogging se releted post aur padhne ke liye Click kare

No comments:

Post a Comment