Saturday 20 February 2016

meta tags ko seo ke liye sidhe apne blog ke template mein kaise jodte hai

Blog ke traffic ko badhaye meta tags ko blog me add karke:-


hello dosto aj ham kisi bhi blog ya website ke ek eham hissa 'meta tags' ke baare me jaanege meta tag hamari site ke liye bahut jaruri kyuki isse hamare blog ki jankari google tak pahuchti hai.
affiliate marketing se paisa kamaye

top 5 mobile under 5000 range
Description:- is jagah apko apne site ke bare me 160 sabdo likhna hai jis tarah mine likha hai
make-moneyhome::internet ki puri jankari isko hata kar apni site ke bare me likh de.

Keyworld:- isme apni site ke keyworld likhne hai jaise- blogging, make-money etc 4-6 topic daal de
jo apki site ke topic ho......

Author:- yaha apko apna naam dalna hai. taki google ko pata chal jaye ki apke blog me post
app karte hai.... ap chahe to apne author ka naam daal sakte per apna naam hi daale...

Language:- isme apne site me use hone wali  language ko daale...

saccessful businessman kaise bane yaha jane

Country:- jis country me rahte uska naam dale....

Robots:- isko all rahne de......

What Will Meta Tags Be Like In 100 Years?

iss meta tags ko copy karke notepad me paste karle apne website ke hisab se is code ki jankari
ko change karle

<b:if cond='data:blog.url == data:blog.homepageUrl'>
<META NAME="Description" CONTENT="make-moneyhome::internet ki puri jankari hindi me." />
</b:if>
<META NAME="Keywords" CONTENT="Blogging, Seo, Earn-money, Mobile-tricks, Affiliate-marketing" />
<META NAME="Author" CONTENT="yaha apna naam dalna hai" />
<META NAME="language" CONTENT="yaha apni laguage dalni hai" />
<META NAME="Country" CONTENT="INDIA" />
<META NAME="Robots" CONTENT="All" />

ab apko bloggerme jakar templat-edit html per jaye aur <head> ko search karke
meta tags ko paste kar de........

apko meri ye jankari kaisi lagi hame apne comment ke jariye bataye.
ager post pasand aya to hame 'LIKE' karna na bhule. krapya isko 'SHARE'
kerke aur logo tak ye jankari pahuchne me help kare... THANK YOU,....

1 comment:

  1. Bahut aachi jankari hai lekin abhi aapko blog me aur bhi jayada improvemnet karna hai uske liye aap hamari site visit kijiye http://trickycenter.com

    ReplyDelete